Sitaaron Se Aage – Mohammad Iqbal
सितारों से आगे जहाँ और भी हैं
अभी इश्क़ के इम्तिहाँ और भी हैं
Sitaaron Se Aage Jahan Aur Bhi Hai
Abhi Ishq Ke Imtihaan Aur Bhi Hai
तही ज़िंदगी से नहीं ये फ़ज़ाएँ
यहाँ सैकड़ों कारवाँ और भी हैं
Tahi Zindagi Se Nahi Ye Fazayein
Yahan Saikano Kaarwaan Aur Bhi Hai
क़नाअत न कर आलम-ए-रंग-ओ-बू पर
चमन और भी आशियाँ और भी हैं
Kanaat N Kar Aalam-e-Rang-o-Bu Par
Chaman Aur Bhi Aashiyaan Aur Bhi Hai
अगर खो गया इक नशेमन तो क्या ग़म
मक़ामात-ए-आह-ओ-फ़ुग़ाँ और भी हैं
Agar Kho Gaya Ik Nasheman Toh Kya Gum
Makamaat-e-Aah-o-Fugaan Aur Bhi Hai
तू शाहीं है परवाज़ है काम तेरा
तिरे सामने आसमाँ और भी हैं
Tu Shaahi Hai Parwaaz hai Kaam Mera
Tere Smne Aasmaan Aur Bhi Hai
इसी रोज़ ओ शब में उलझ कर न रह जा
कि तेरे ज़मान ओ मकाँ और भी हैं
Isi Roz-o-Shab Me Ulajh Kar N Reh Ja
Ki Tere Zamaan-o-Makaa Aur Bhi Hai
गए दिन कि तन्हा था मैं अंजुमन में
यहाँ अब मिरे राज़-दाँ और भी हैं
Gaye Din Ki Tanha Tha Mai Anjuman Me
Yahan Ab Mere Raazda Aur Bhi Hai
Read More –
- Gulzar Best Ghazals In Hindi | गुलज़ार की ग़ज़ल
- Best Ghazals Of Kaifi Azmi In Hindi | कैफ़ी आज़मी ग़ज़ल
- Nihal Srivastava Ghazal – Wo Laut Gayi Aise
- Daag Dehlvi Ghazal & Achchi Surat Pe Gazab
- Ahmad Faraaz Ghazal – Karu Na Yaad Magar Kis Tarah