Mirza Ghalib Famous Ghazal – Koi Ummedwar Nahi Aati
Koi Umeedwar Nahi Aati
कोई उम्मीदवर नहीं आती
कोई सूरत नज़र नहीं आती
मौत का एक दिन मुअय्यन है
नींद क्यों रात भर नहीं आती
आगे आती थी हाले-दिल पे हंसी
अब किसी बात पर नहीं आती
जानता हूं सवाबे-तात-ओ-ज़ोहद
पर तबीयत इधर नहीं आती
है कुछ ऐसी ही बात जो चुप हूं
वरना क्या बात कर नहीं आती
कयों न चीखूं कि याद करते हैं
मेरी आवाज़ गर नहीं आती
दाग़े-दिल गर नज़र नहीं आता
बू भी ऐ बूए चारागर नहीं आती
हम वहां हैं जहां से हमको भी
कुछ हमारी ख़बर नहीं आती
मरते हैं आरजू में मरने की
मौत आती है पर नहीं आती
काबा किस मूंह से जाओगे ‘ग़ालिब’
शरम तुमको मगर नहीं आती
Koi Umeedwar Nahi
Koi Umeedwar Nahi Aati
Koi Surat Nazar Nahi Aati
Maut Ka Ek Din Muaiyyan Hai
Nind Raat Bhar Kyo Nahi Aati
Aage Aati Thi Haal-e-Dil Pe Hasi
Ab Kisi Baat Par Nahi Aati
Janta Hoon Sawabe-Taat-e-Johad
Par Tabiyat Idhar Nahi Aati
Hai Kuch Aisi Hi Baat Jo Chup Hoon
Warna Kya Baat Kar Nahi Aati
Kyo Na Chikhu Ki Yaad Karte Hai
Meri Awaaz Gr Nahi Aati
Daag-e-Jigar Gr Nazar Nahi Aata
Boo Bhi Ae Bue Charagar Nahi Aati
Hum Waha Hai Jaha Se Humko Bhi
Kuch Hamari Khabar Nahi Aati
Marte Hai Aarzu Me Marne Ki
Maut Aati Hai Pr Nahi Aati
Kaba Kis Muh Se Jaoge “Ghalib”
Sharam Tumko Magar Nahi Aati
Read More –
- Mirza Ghalib Shayari In Hindi | मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी
- Mirza Ghalib Ghazal -Tum Jaano Tum Ko Gair Se
- Raahgeer Ban Ke Guzre- Nihal Srivastava
- Ahmad Faraaz Ghazal – Karu Na Yaad Magar Kis Tarah
- Zindagi Shayari In Hindi | Shayari On Life | ज़िन्दगी शायरी
- Hungama – Kumar Vishwas Poem | भ्रमर कोई कुमुदनी पर
- Koi Deewana Kehta Hai | Kumar Vishwas Poem