
Hum aah bhi karte hain to ho jate hain badnam – Akbar Allahabdi Complete Sher
ग़म्ज़ा नहीं होता के इशारा नहीं होता
आँख उन से जो मिलती है तो क्या क्या नहीं होता
Gamza Nahi Hota Ke Ishaara Nahi Hota
Aankh Un Se Jo Milti Hai Toh Kya-Kya Nahi Hota
Allama Iqbal Shayari In Hindi | अल्लामा इक़बाल शायरी
जलवा न हो मानी का तो सूरत का असर क्या
बुलबुल गुल-ए-तस्वीर का शैदा नहीं होता
Jalwa N Ho Maani Ka Toh Soorat Ka Asar Kya
Bulbul Gul-e-Tasveer Ka Shaida Nahi Hota
Nushrat Fateh Ali Khan Shayari Collection | नुसरत फ़तेह अली ख़ान
अल्लाह बचाए मरज़-ए-इश्क़ से दिल को
सुनते हैं कि ये आरिज़ा अच्छा नहीं होता
Allah Bachaye Maraz-e-Ishq Se Dil Ko
Sunate Hai Ki Ye Aariza Achcha Nahi Hota
Good Morning love Shayari | Good Morning Image With Shayari
तश्बीह तेरे चेहरे को क्या दूँ गुल-ए-तर से
होता है शगुफ़्ता मगर इतना नहीं होता
Tasbeeh Tere Chehre Ko Kya Du Gul-e-Tar Se
Hota Hai Shagufta Magar Itna Nahi Hota
Hum aah bhi karte hain to ho jate hain badnam
मैं नज़ा में हूँ आएँ तो एहसान है उन का
लेकिन ये समझ लें के तमाशा नहीं होता
Mai Naza Me Hu Aaye To Ehsaan Hai Unka
Lekin Ye Samajh Le Ke Tamasha Nahi Hota
Zindagi Shayari In Hindi | Shayari On Life | ज़िन्दगी शायरी
हम आह भी करते हैं तो हो जाते हैं बद-नाम
वो क़त्ल भी करते हैं तो चर्चा नहीं होता
Ham Aah Bhi Karte Hai Toh Ho Jaate Hai Bad-Naam
Wo Katl Bhi Karte Hai Toh Charcha Nahi Hota
Thanks For Reading The Best Writings Of Akabar Allahabdi
Read more –