Dil Me Us Shokh Ke – Momin Khan Momin
Hello friends kaise hai aap log aaj mai aap logon ke liye ek nayi ghazal lekar aaya hu jise Dil Me Us Shokh Ke – Momin Khan Momin Ne Likha Hai…Dard ka safar aksar wo insaan karta hai jo sachcha hota hai aur wahi insaan shayar bhi banata hai aise shayari ek lamhe ko porri kaynaat samjh lete hai aur use is andaaz me likhte hai jaise chand inke jism me muassin hua ho…Aap Logon Se Umeed hai is shayari ko aap padhenge aur apne doston parivaar me shate karenge…thanks to all
दिल में उस शोख़ के जो राह न की
हम ने भी जान दी पर आह न की
पर्दा-पोशी ज़रूर थी ऐ चर्ख़
क्यूँ शब-ए-बुल-हवस सियाह न की
तिश्ना-लब ऐसे हम गिरे मय पर
कि कभी सैर-ए-ईद-गाह न की
उस को दुश्मन से क्या बचिए वो चर्ख़
कि कभी सैर-ए-ईद-गाह न की
उस को दुश्मन से क्या बचिए वो चर्ख़
जिस ने तदबीर-ए-ख़सफ़-ए-माह न की
कौन ऐसा कि उस से पूछे क्यूँ
पुर्सिश-ए-हाल दाद-ख़्वाह न की
था बहुत शौक़-ए-वस्ल तू ने तो
कमी ऐ हुस्न ता-ब-गाह न की
इश्क़ में काम कुछ नहीं आता
गर न की हिर्स-ओ-माल-ओ-जाह न की
ताब-ए-कम-ज़र्फ़ को कहाँ तुम ने
दुश्मनी की अदू से चाह न की
मैं भी कुछ ख़ुश नहीं वफ़ा कर के
तुम ने अच्छा किया निबाह न की
मोहतसिब ये सितम ग़रीबों पर
कभी तंबीह-ए-बादशाह न की
गिर्या-ओ-आह बे-असर दोनों
किस ने कश्ती मिरी तबाह न की
था मुक़द्दर मैं उस से कम मिलना
क्यूँ मुलाक़ात गाह गाह न की
देख दुश्मन को उठ गया बे-दीद
मेरे अहवाल पर निगाह न की
‘मोमिन’ इस ज़ेहन-ए-बे-ख़ता पर हैफ़
फ़िक्र आमुर्ज़िश-ए-गुनाह न की
Dil Me Us Shokh Ki Jo Raah N Ki
Hum Ne Bhi Jaan Di Par Aah N Ki
Parda-Poshi Zaroor Thi Ae Charkh
Kyu Shab-e-Bul-Hawas Siyaah N Ki
Tishna Lab Aise Hum Gire May Par
Ki Kabhi Sair-E-Eidgaah N Ki
Us Ko Dushman Se Kya Bachiye Wo Charkh
Jis Ne Tadbeer-e-Khasaf-e-Maah N Ki
Kaun Aisa Ki Us Se Pooche Kyu
Purshide-Haal Daad Khwaah N Ki
Tha Bahut Shauk-e-Wasl Tune Toh
Kami-e-Husn Taab-Gaah N Ki
Ishq Me Kaam Kuch Nahi Aata
Gr N Ki Hirsh-O-Maal-O-Jaah N Ki
Taab-e-Kamjarf Ko Kahan Tumne
Dushmani Ke Adu Se Chaah N Ki
Mai Bhi Kuch Khush Nahi Wafa Kar Ke
Tumne Achcha Kiya Nibaah Ki
Mohatasib Ye Sitam Gareebon Par
Kabhi Tabeeh-e-Baadshaah N Ki
Girya-O-Aaah Be-Asar Dono
Kis Ne Kashti Meri Tabaah N Ki
Tha Muqaddar Me Usase Kam Milna
Kyu Mulakaat Gaah-Gaah N Ki
Dekh Dushman Ko Uth Gaya Be-Deed
Mere Ahvaal Par Nigaah N Ki
“Momin” Is Jehan-e-Be-Khata Par Haif
Fikr Aamurjish-e-Gunaah N Ki
Read More –